Wednesday, January 24, 2007

Missing Shayari : KABHI ALVIDA NA KAHNAA

Dard jitna saha jaye utna hi sehna
Dil ko jo lag jaye woh baat na kehna
Milte hai hamare jese dost bahat ka
miss liye KABHI ALVIDA NA KAHNAA
=====================================
Manna zindegi ek haseen khwab hai
Lekin har khwab ko manzil nahin milti
Tootkar zindegi ke raaste pe bikhar jaatey hain
Vo Rishtey jinhe zanzeer nahin milti
=====================================

Monday, January 22, 2007

Friendship Shayari : milo na milo milne ka gham nahi,

============================
milo na milo milne ka gham nahi,
tum paas se guzar jao yeh milne se kam nahi.
maana k tumhe hamari kadrr nahi,
lekin unhe pucho jinhe hum haasil nahi.
============================

Dard Shayari :Dete hai kyu yeh Dard bas hami ko,

====================================
Dete hai kyu yeh Dard bas hami ko,
kya Samjhenge woh in Aankho ki nami ko,
lakho Deewane ho jis Chand ke,
woh kya Mehsus karega Ek Tare ki Kami ko…====================================

Waqt Shayari: Din jo guzar gaye hai yunhi

==============================
Saath Humara pal bhar ka sahi,
par woh pal aise jaise koi kal nahi
rahe zindagi mein shayad phir milna humaara
par mehekti rahengi tumhari yaadein humare sang sahi
==============================
Din jo guzar gaye hai yunhi
Raat bhi dhal gayi hai yunhi
Koshish tho bahut ki dil neZuban pe baat rah gaye yun
==============================

Love Shayari: Chahne se koi cheez apni nahi hoti,

================================
Chahne se koi cheez apni nahi hoti,
har muskurahat khushi nahi hoti,
Kehna to Chahte hai bahot kuch magar,
kabhi alfaz to kabhi zuban sath nahi hoti
================================

Love Shayari: Unhe Chahna hamari kamjori hai..

================================
Unhe Chahna hamari kamjori hai..
Unhe keh nahi pana hamari majburi hai..
Voh kyo nahi samjte hamari khamoshiya ko
Kya pyar ka izhar karna jaruri hai …….
================================

Bewafa Shayari :phir usi chand se rista bana baithe,

================================

phir usi chand se rista bana baithe,
phir usi saadgi se fareb kha baithe,
pathron se tha taalukaat hamara,
phir bhee sheeshe ka ghar bna baithe

================================